Door jaa kar bhi tu laut ke aayegi,
Nahi mitega mera saaya teri aankhon se,
Harr ashq mein tu apne mujhe pukaregi
Kaun kehta hai dil pagal hai
Pagalpan to sirf ek bahana hai
Ek baar haskar, muskurakar toh dekho
Yeh pagal tumhara deewana ha
Ye Dil pyaar ke kabil na raha,
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is Dil me bas gayi Dosti aapki,
ab to chand bhi deedar ke kabil na raha.
0 comments:
Post a Comment