Akele mein koi yaadon mein aakar chhed kar jaaye
Koi jab soch ke daaman ko kar ke tar-b-tar jaaye
Wahi mosam toh rangon ke bikharjane ka mosam hai
Jo TANHA ki nigahon mein wafa ka rang bhar jaaye

0 comments:
Post a Comment